Pankhe ki Speed kaise Incrase Kare | Ceilling fan - STEP BY STEP

Pankhe ki speed kaise badhae - पंखे की स्पीड कैसे बढाए ?


Aaj Ham sikhenge ki pankhe ki speed kaise badhae

pahle jan lete hai ki pankhe ki speed kam kiu hoti hai -
  • Voltage (AC) kam honaa
  • Capictor ka capcity kam ho jana
  • Coil me problem hona
  • Baering ka jaam hona

Upar batae gae problem ka solution 

  • Agar apke yahan voltage kam hai to voltage badhae [voltage kaise badhae janne k lie comment kare]
  • Pankhe ka capacitor samay ke sath uska capacity kam ho jata hai islie pankhe ka speed kam ho jata hai use badhane ke lie capacitor badalna parta hai
  • Coil me problem yah bhi pankhe ki speed kam hone ka ek karan hai is problem main quael ka loop pankhe se disconnect ho jata hai jisse pankha bilkul hi dhire ya na ke barabar chalta hai ise thik karne me thodi dikkat aati hai kiu ki isme laga copper ka wire bahut hi najuk rahta hai jise jorne main paresani hoti hai
  • baering ka jaam hona kai keso me baering hi jaam hote hai ise thik karne ke lie hame bearing change ya baering grising karna hota hai 

Dosto sawal aur sujhaw Ke lie comment kare